HOW TO INCREASE HEIGHT AFTER 18 YEAR SCIENCE BASE KNOWLEDGE IN HINDI MEN VS WOMEN?,HEIGHT INCREASING TIPS SCIENCE BASE KNOWLEDGE FULL DETAILS IN HINDI!
height increasing tips science base knowledge in hindi
aaj mai aapko batane waala hu ki aap 21 ke baad bhi kaise apni height badha sakte ho science base knowledge se
how to increase height after 21 years ? science base knowledge in hindi!
logo mai kisi ki lambi height hona bhot acha mana jaata hai
kyui unke dimag mai soch bani hui hai ki jiski height lambi hoti hai
usko achi carrier opportunity milti hai logo mai uski izzat hoti hai
or unko life partner bhi acha milta hai
CLICK HERE to read how much sleep is important for health science base knowledge in hindi
or isi ke chalte choti height waalo logo ko inferiority complex
matlab nich bhavna ka saamna karna padta hai
or isi ke saat lambe hone ke liye kayi confusions bhi hai jaise
height badhane ke liye konsa supplement le bazaar mai itne saare
height badhane waale supplement available hai jinke result kaise hai aapko bhi pata he hai
jaise ki complan jo ki zyada tar logo ne liye he hoga or kayi log ke
bematlab ke gyaan
se bhi confusions hoti hai log kehte hai ki 19 saal ke baad growth rate ruk jaati hai !
fir na height badhne waali teri
or fir kuch log ye bhi kehte hai ki masturbation aapki height badhata hai lolll😂😂😂
aapko internet mai kayi height badhane waale excercise or diet plan mil he jaate hai
tab bhi dosto ek confusion reh jaati hai ki aapki height badhna ekdam se band kyu hogyi
CLICK HERE to read 7 habits of highly effective people summary in hindi
to kin wajah se aapki height rukne lagti hai ? ya badhne lagti hai
aaj isi ke baare mai achese jaanege
to 3 factors hote hai jinke baare mai aapne suna he hoga
1.GENETICS
2.NUTRITION
3.ENVIROMENT
to aapne internet pe kayi saare articles ya videos dekhe hoge jo ye zyada tar batati hai ki
99% aapki height genes pe depend hoti hai? ye kuch hadd tak bilkul galat hai
kyuki australia mai 3,375 ek jaise dikhne waale bhai bheno pe study ki gayi
CLICK HERE to read SHOULD WE BATH DAILY? SCIENCE BASE KNOWLEDGE IN HIDNI
jisme ye pata chala ki
MALES ki height sirf 80% depend hoti hai genes pe
or FEMALES ki height sirf 75% depend hoti hai genes pe
or china mai hui 385 family pe hui scientific study se ye pata chala
MALES ki height 65%
or FEMALES ki height sirf 60% depend hoti hai unke genes per
or kyuki india or china neighbouring country hai
or dono country ki population ki average height bhi ek hadd tak same he hai
to ye kaha jaa sakta hai ki humari height approximately 65% depend hoti hai
humare genes par or nutrition or enviroment pe baaki ki 35%
or genetics isliye complicated factor hai kyuki
height ka badhna 697 alag alag tarh ke genes pe depend karta hai
or genes editing bhi itne badhe scale pe possible nahi hai !
hume fats or carbohydrates dono he lena zaruri hai
par height badhane ke liye sabse zaruri hota hai proteins
aapko pata he hai ki protein bane hote hai amino acids se
or unme 2 amino acid hote hai L-ARGININE or L-ORNITHINE
jo ki sidha effect karte hai humare dimag mai pitutary gland ko
jiske wajah se pitutary gland zyada HGH realease (chodhne) lagta hai
CLICK HERE to read why toppers work for failure summary in hindi
HGH= HUMAN GROWTH HARMONE jiske wajah se aapki height badhti hai
or iske alawa kayi micro nutrient bhi height badhane mai madad krte hai
jaise ki VITAMIN D3 madad karta hai body ko calcium ko absorb krne mai
or calcium madad karta hai bone ki strenght or size badhane mai
or zinc or iron madad krte hai metabolic function ko bahdne mai
jiske wajah se growth or bhi teezi se badhti hai
par humare south indian food mai bhot kam protein or micro nutrient hote hai
isi ke saat ye cheez over cooked or fried bhi hoti hai
jiske wajh se khaane ke protien ke molecule tut jaate hai
or phele jaise nahi rehte or fir wo body ke liye zyada kaam ke nahi rehte
yahi wajh lack of nutrition mai badal jaate hai or aapke height rukne ka reason banti hai
akhri mai enviroment jisme zyada log dhyaan nahi dete
or enviroment matlab ki aap kis iistithi mai or kaisi jagah reh rahe hai
or lambe samay tak stressful situation mai rehne se dimag mai cortisol
matlab stress harmone zyada banne lagta hai jisse bhot effect padta hai
aapke large or small intestine per jisse aapke stomach mai ek bimari banne lagti hai
jisko bolte hai IRRITABLE BOWEL SYNDROME jiske wajah se aapki atdiya (intestines ) nutrient absorb
nahi kar paati or ye bhi cheez karan ban jaati hai lack of nutrition se aapki
height rukne ka or jaise ki zyada cortisol depression ko bhi badhawa deta hai
jiske baare mai mai aapko depression waale article mai batauga
to visti karte rehna is website mai
to depression hone ke wajah se aapko nind bhot kam aane lagti hai
or isi ke saat aapki diet bhi achi nahi hai to aapko pata nahi chalta or
CLICK HERE to read why does february has only 28th or 29th days full explained in hindi
aapko weakness hone lagti hai jisse aapke khade hone or baithne ka posture bhi
kharab hone lagta hai or fir yahi cheez aapke height rukne ka karan bhi banti hai
or zyada alcohol pine se bhi aapki height ruk jaati hai
or isi ke saat or bhi kayi cheez judi hai
to dosto aapko aapke nutrition or enviroment pe bhi abse zyada dhyan dena hai
kyuki dono ek dusre se jude hue hai
or ek scientific study se ye bhi pata chala hai ki agar
log nutrition or enviroment pe dhayan dete hai to humari height badne ke chances zyada hojate hai
or unke genes mai bhi mutation (badlaw) hone lagta hai
to dosto last mai kehna chahuga ki aap kisi ki baato mai bina science jaane believe mat karo
agr aap ye knolwedge ko dhyan mai rakhoge or barabar follow kroge to kuch he time mai aapko results dikhne lagege
or ye knowledge unke saat share karke batao jinki choti height hai or unke saat bhi jo kehte hai aapki height nahi badhegi ab jitna zyada aap share kroge utna zyada sabka
faida hoga is knowledge se
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
thanks for visiting us this is kaunain
and you are reading knowledgeable dose dont forget the name
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
aaj mai aapko batane waala hu ki aap 21 ke baad bhi kaise apni height badha sakte ho science base knowledge se
how to increase height after 21 years ? science base knowledge in hindi!
MAI AAPKO BICH MAI KUCH HEIGHTS BADHANE KE TIPS BHI DUGA AGAR AAP PURA READ NAHI KRTE HAI TO AAP IMPORTANT INFORMATION MISS KARDEGE!
logo mai kisi ki lambi height hona bhot acha mana jaata hai
kyui unke dimag mai soch bani hui hai ki jiski height lambi hoti hai
usko achi carrier opportunity milti hai logo mai uski izzat hoti hai
or unko life partner bhi acha milta hai
CLICK HERE to read how much sleep is important for health science base knowledge in hindi
aap apni height kaise badha sakte hai 18 saal ke baad bhi?
or isi ke chalte choti height waalo logo ko inferiority complex
matlab nich bhavna ka saamna karna padta hai
or isi ke saat lambe hone ke liye kayi confusions bhi hai jaise
height badhane ke liye konsa supplement le bazaar mai itne saare
height badhane waale supplement available hai jinke result kaise hai aapko bhi pata he hai
jaise ki complan jo ki zyada tar logo ne liye he hoga or kayi log ke
bematlab ke gyaan
se bhi confusions hoti hai log kehte hai ki 19 saal ke baad growth rate ruk jaati hai !
fir na height badhne waali teri
or fir kuch log ye bhi kehte hai ki masturbation aapki height badhata hai lolll😂😂😂
aapko internet mai kayi height badhane waale excercise or diet plan mil he jaate hai
tab bhi dosto ek confusion reh jaati hai ki aapki height badhna ekdam se band kyu hogyi
CLICK HERE to read 7 habits of highly effective people summary in hindi
to kin wajah se aapki height rukne lagti hai ? ya badhne lagti hai
aaj isi ke baare mai achese jaanege
how to increase height after 18?
to 3 factors hote hai jinke baare mai aapne suna he hoga
1.GENETICS
2.NUTRITION
3.ENVIROMENT
to aapne internet pe kayi saare articles ya videos dekhe hoge jo ye zyada tar batati hai ki
99% aapki height genes pe depend hoti hai?
kyuki australia mai 3,375 ek jaise dikhne waale bhai bheno pe study ki gayi
CLICK HERE to read SHOULD WE BATH DAILY? SCIENCE BASE KNOWLEDGE IN HIDNI
jisme ye pata chala ki
MALES ki height sirf 80% depend hoti hai genes pe
or FEMALES ki height sirf 75% depend hoti hai genes pe
or china mai hui 385 family pe hui scientific study se ye pata chala
MALES ki height 65%
or FEMALES ki height sirf 60% depend hoti hai unke genes per
height increasings tips!
or kyuki india or china neighbouring country hai
or dono country ki population ki average height bhi ek hadd tak same he hai
to ye kaha jaa sakta hai ki humari height approximately 65% depend hoti hai
humare genes par or nutrition or enviroment pe baaki ki 35%
or genetics isliye complicated factor hai kyuki
height ka badhna 697 alag alag tarh ke genes pe depend karta hai
or genes editing bhi itne badhe scale pe possible nahi hai !
hume fats or carbohydrates dono he lena zaruri hai
par height badhane ke liye sabse zaruri hota hai proteins
aapko pata he hai ki protein bane hote hai amino acids se
or unme 2 amino acid hote hai L-ARGININE or L-ORNITHINE
jo ki sidha effect karte hai humare dimag mai pitutary gland ko
jiske wajah se pitutary gland zyada HGH realease (chodhne) lagta hai
CLICK HERE to read why toppers work for failure summary in hindi
HGH= HUMAN GROWTH HARMONE jiske wajah se aapki height badhti hai
or iske alawa kayi micro nutrient bhi height badhane mai madad krte hai
jaise ki VITAMIN D3 madad karta hai body ko calcium ko absorb krne mai
or calcium madad karta hai bone ki strenght or size badhane mai
or zinc or iron madad krte hai metabolic function ko bahdne mai
jiske wajah se growth or bhi teezi se badhti hai
par humare south indian food mai bhot kam protein or micro nutrient hote hai
isi ke saat ye cheez over cooked or fried bhi hoti hai
jiske wajh se khaane ke protien ke molecule tut jaate hai
or phele jaise nahi rehte or fir wo body ke liye zyada kaam ke nahi rehte
yahi wajh lack of nutrition mai badal jaate hai or aapke height rukne ka reason banti hai
akhri mai enviroment jisme zyada log dhyaan nahi dete
or enviroment matlab ki aap kis iistithi mai or kaisi jagah reh rahe hai
or lambe samay tak stressful situation mai rehne se dimag mai cortisol
matlab stress harmone zyada banne lagta hai jisse bhot effect padta hai
aapke large or small intestine per jisse aapke stomach mai ek bimari banne lagti hai
jisko bolte hai IRRITABLE BOWEL SYNDROME jiske wajah se aapki atdiya (intestines ) nutrient absorb
nahi kar paati or ye bhi cheez karan ban jaati hai lack of nutrition se aapki
height rukne ka or jaise ki zyada cortisol depression ko bhi badhawa deta hai
jiske baare mai mai aapko depression waale article mai batauga
to visti karte rehna is website mai
to depression hone ke wajah se aapko nind bhot kam aane lagti hai
or isi ke saat aapki diet bhi achi nahi hai to aapko pata nahi chalta or
CLICK HERE to read why does february has only 28th or 29th days full explained in hindi
aapko weakness hone lagti hai jisse aapke khade hone or baithne ka posture bhi
kharab hone lagta hai or fir yahi cheez aapke height rukne ka karan bhi banti hai
or zyada alcohol pine se bhi aapki height ruk jaati hai
or isi ke saat or bhi kayi cheez judi hai
to dosto aapko aapke nutrition or enviroment pe bhi abse zyada dhyan dena hai
kyuki dono ek dusre se jude hue hai
or ek scientific study se ye bhi pata chala hai ki agar
log nutrition or enviroment pe dhayan dete hai to humari height badne ke chances zyada hojate hai
or unke genes mai bhi mutation (badlaw) hone lagta hai
to dosto last mai kehna chahuga ki aap kisi ki baato mai bina science jaane believe mat karo
agr aap ye knolwedge ko dhyan mai rakhoge or barabar follow kroge to kuch he time mai aapko results dikhne lagege
or ye knowledge unke saat share karke batao jinki choti height hai or unke saat bhi jo kehte hai aapki height nahi badhegi ab jitna zyada aap share kroge utna zyada sabka
faida hoga is knowledge se
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
thanks for visiting us this is kaunain
and you are reading knowledgeable dose dont forget the name
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
HOW TO INCREASE HEIGHT AFTER 18 YEAR SCIENCE BASE KNOWLEDGE IN HINDI MEN VS WOMEN?,HEIGHT INCREASING TIPS SCIENCE BASE KNOWLEDGE FULL DETAILS IN HINDI!
Reviewed by @KaunainRizvi17
on
May 11, 2018
Rating:
No comments: